V4Variable wrote: Assalam u Alikum.Apply for Prepaid DebitCard .only way to get the money or Bankwire is another option available to you .
Me ye jaan na chahta huun k payza se withdraw karne ka sabse asaan tariqa kya hai. Meratalluq Pakistan se hai par meri rihysh Qatar main hain, yahan pe payza ka card supported nahin hai. InshaAllah kuch arsay tak mera Pakistan chakkar lagega. Kya ye mumkin hai k main apne payza k balance k badlay Pakistan main kisi se utni maaliyat ka cash hasil kar luun?
Jawab ka intizar rahega.
Shukriya.
Best regards