Please wait...
HomeForumInternationalUrduPakistan Elections 2013
Topic Rating:

Jump to
ySense Customer Care CornerySense Knowledge CenterMembers LoungeYour StatsSuccess StoriesPayment ProofsMember IntroductionGeneral TalkForo en EspañolCharla GeneralSoporte General y PagosInternationalPortugueseItalianFrenchGermanHindiUrduFilipinoIndonesianArabicRomanianTurkishRussianBulgarianHungarianPolishEx-Yugoslavia
Pakistan Elections 2013

Locked

#1 by Asim4321 » Thu May 09, 2013 10:15

Who can make the govt in Pakistan in coming election?
Asim4321
Posts211
Member Since24 Oct 2012
Last Visit20 Mar 2023
Likes Given11
Likes Received48/42

#2 by CodeNameX » Thu May 09, 2013 10:22

imran khan
CodeNameX
Posts1,191
Member Since3 Jul 2011
Last Visit9 May 2019
Likes Given458
Likes Received372/255

#3 by JeEtrOck700 » Thu May 09, 2013 11:40

Jiss ki ap ne pic apne profile par lagai hwi hai Wo:)
JeEtrOck700
Posts464
Member Since17 Jun 2012
Last Visit20 Jul 2016
Likes Given54
Likes Received132/100

#4 by sattijii » Thu May 09, 2013 13:22

Imran Khan Ko Ana Chahaye Check Naheen Hua Abhi Tak Ho Jana Chahye
sattijii
Posts39
Member Since16 Jul 2012
Last Visit21 Oct 2014
Likes Given1
Likes Received3/3

#5 by msk_swati » Thu May 09, 2013 14:13

imran khan
msk_swati
Posts15
Member Since11 Nov 2012
Last Visit24 Dec 2013
Likes Given3
Likes Received5/5

#6 by aqhumza » Thu May 09, 2013 23:24

IMRAN KHAN
aqhumza
Posts369
Member Since24 Jun 2012
Last Visit4 Jun 2015
Likes Given198
Likes Received100/89

#7 by Asim4321 » Fri May 10, 2013 01:11

inshallah
Asim4321
Posts211
Member Since24 Oct 2012
Last Visit20 Mar 2023
Likes Given11
Likes Received48/42

#8 by Ali_110 » Fri May 10, 2013 01:33

Coalition gov bane gi bhai
Ali_110
Posts100
Member Since11 Jun 2011
Last Visit26 Aug 2016
Likes Given7
Likes Received14/13

#9 by JAMES_ANDERSON » Fri May 10, 2013 03:10

IMRAN KHAN :thumbup: :thumbup: :thumbup:
JAMES_ANDERSON
Posts233
Member Since19 Jan 2011
Last Visit12 Dec 2014
Likes Given40
Likes Received36/29

#10 by sattijii » Fri May 10, 2013 06:36

kal dood ka dood and pani ka pani ho jayega :P
sattijii
Posts39
Member Since16 Jul 2012
Last Visit21 Oct 2014
Likes Given1
Likes Received3/3

#11 by CodeNameX » Fri May 10, 2013 07:44

CodeNameX
Posts1,191
Member Since3 Jul 2011
Last Visit9 May 2019
Likes Given458
Likes Received372/255

#12 by babarwah786 » Fri May 10, 2013 17:13

sattijii wrote: Imran Khan Ko Ana Chahaye Check Naheen Hua Abhi Tak Ho Jana Chahye

Satti bhai ap log kia kr rhay ho. Foreigner Pakistanion ko vote pole krnay ka faisla tu ho gya hai.
babarwah786
Posts346
Member Since31 Jan 2012
Last Visit31 Mar 2017
Likes Given26
Likes Received104/73

#13 by babarwah786 » Fri May 10, 2013 17:23

Imran khan ka masla sb se bara yeh hai k PTI ko support ziada youth kr rhi hai. Pakistan ki 18 crore ki abadi mein se sirf 8 crore vote register hain. Aur us mein se agar 50 percent vote caste ho gaye tu Position change ho sakti hai mojouda Paksitan ki. Youth ki jahan tk baat ho mein ne Facebook, twitter, Linkdin waghaira social forums ko observe kia hai bohat qareeb se. Sirf 25 percent youth k votes register hain baqi sb naray lagany waly aur posts krnay waly. PPP aur PMLN already kai chances avail kr chukay hain aur corrupted governments declaired hain. Khan saab ko support krny walon ko chahiye tha k Wo khan saab ka nazariya samajhty k unhon ne change lany ki baat ki hai tu un k followers ko b change lani chahiye thi apni soch mein. Change sirf yeh nai k vote Imran Khan ko di jaye. Laikin mujhy afsos hai is baat ka k tamam supporters of PTI ne wohi kuch kia hai jo hum arsa daraz se daikh rhy hain. Nawaz sharif ne yeh kia, Parvez Musharraf ne yeh kia, Zardari ne yeh kia, Shehbaz sharif ne yeh kia. Jo log regular fb users hain wo meri is cheez se agree krain gay. Yaar yeh sb eik dosry pe figners uthany wali gandi syasat tu hum log ankhain is duniya mein kholnay se ab tk daikhty aa rhay hain. Agar PTI supporters ne b yehi kuch kr k dikhana tha tu phir kam az kam change ki baat tu koi b na kray na mery bhai...........

Baqi jin jin bhayon k vote register hain plz apna vote zaroor caste krain. Is waqt hamara mulk jin halaat mein hai dowa krain k is mulk ko eik acchi hukumat milay jo is mulk ka sochay. Mulk ka sochay gi tu awam ka bhala khud hi ho jaye ga Inshallah. Be Pakistani brothers. :(
babarwah786
Posts346
Member Since31 Jan 2012
Last Visit31 Mar 2017
Likes Given26
Likes Received104/73

#14 by babarwah786 » Fri May 10, 2013 17:37

babarwah786
Posts346
Member Since31 Jan 2012
Last Visit31 Mar 2017
Likes Given26
Likes Received104/73

#15 by babarwah786 » Fri May 10, 2013 17:38

babarwah786
Posts346
Member Since31 Jan 2012
Last Visit31 Mar 2017
Likes Given26
Likes Received104/73

#16 by babarwah786 » Fri May 10, 2013 17:41

Aur Ammad jaisy jo bhai abi kuch nai kr sakty un ki age kam hai ya un k vote register nai tu wo mulk ki behtri k liye is wazifa ko jari rakhain aj ka din. Inshallah is mulk ki salamti mein ap sb ka b utna hi hissa ho ga jitna hissa vote caste krnay walon ka ho ga.

babarwah786
Posts346
Member Since31 Jan 2012
Last Visit31 Mar 2017
Likes Given26
Likes Received104/73

#17 by rabbnawazkhan » Sat May 11, 2013 00:41

Lucnow k bankay sardion mein malmal ka kurta pehntay au oper pani chhirkwatay thay ta kay apni bahadri aur mardangi sabat karain.Ek analyst nay is ka tajzia youn kia tha k jab muashray zawal pazeer hojatay hein to un k nojawanon ko agay barhnay ka rasta nazar naheen aata laykin un ka josho walwala unhain aagay dhakaylta hei to wo masbat kamon ki bajay manfi kamon say apnay aap ko manwanay ki koshish kartay hein.Yahee haal ab hamaray nojwanon ka hei.Un kay samnay bhe koi masbat rahe amal naheen.Jo bhe jeetay koi masla hal naheen ho ga keun k kisi k paas bhe koi naya muashi program naheen .Sab k manshoor ek jaisay hein.Pehli baat to yeh nazar aati k makhloot hakoomat banay ge keun k jo aaj ek dosray ko galian day rahay hein unko un k aaqa saath bithain gay.aur agar kisi ko aksriat mil bhe to kia ho ga.Kia ham nay bharee mandate ka hasher naheen dekha aur ppp walay kis tarah haath baandhay adalton mein kharay rahay.Agar sar mein dard to dua ke ja sakti hei laykin machine kharab ho to mechanic bulana parhta hei.
rabbnawazkhan
Posts482
Member Since12 Aug 2011
Last Visit11 May 2020
Likes Given112
Likes Received188/122

#18 by shahid_ali » Sat May 11, 2013 01:30

rabbnawazkhan wrote: Lucnow k bankay sardion mein malmal ka kurta pehntay au oper pani chhirkwatay thay ta kay apni bahadri aur mardangi sabat karain.Ek analyst nay is ka tajzia youn kia tha k jab muashray zawal pazeer hojatay hein to un k nojawanon ko agay barhnay ka rasta nazar naheen aata laykin un ka josho walwala unhain aagay dhakaylta hei to wo masbat kamon ki bajay manfi kamon say apnay aap ko manwanay ki koshish kartay hein.Yahee haal ab hamaray nojwanon ka hei.Un kay samnay bhe koi masbat rahe amal naheen.Jo bhe jeetay koi masla hal naheen ho ga keun k kisi k paas bhe koi naya muashi program naheen .Sab k manshoor ek jaisay hein.Pehli baat to yeh nazar aati k makhloot hakoomat banay ge keun k jo aaj ek dosray ko galian day rahay hein unko un k aaqa saath bithain gay.aur agar kisi ko aksriat mil bhe to kia ho ga.Kia ham nay bharee mandate ka hasher naheen dekha aur ppp walay kis tarah haath baandhay adalton mein kharay rahay.Agar sar mein dard to dua ke ja sakti hei laykin machine kharab ho to mechanic bulana parhta hei.

DIL SAY NIKALTI HAY JO DUA ASAR RAKHTI HY
PAR NAHE, TAQAT E PARWAAZ MAGER RAKHTI HY

so sometime mechanic nahe bhe available hota.. aisi sorat mai dua ki jati hay k koi vaseela ban jay..
to sab log idher kisi achy waseely k liy he koshan hain..

:)
shahid_ali
Posts297
Member Since8 Aug 2012
Last Visit27 Jan 2015
Likes Given59
Likes Received125/88

#19 by rabbnawazkhan » Sat May 11, 2013 02:40

Shahid Bhai ! aap khariat say hein.
Mein nay sirf yeh kaha hei k tyre agar puncture ho joy to dua naheen karwai jati .Usay tyre walay k paas lay jatay hein.Haan agar koi bemar ho ya aur koi aisa masla ho to bayshak dua karain .
rabbnawazkhan
Posts482
Member Since12 Aug 2011
Last Visit11 May 2020
Likes Given112
Likes Received188/122

#20 by babarwah786 » Sat May 11, 2013 10:38

shahid_ali wrote:
rabbnawazkhan wrote: Lucnow k bankay sardion mein malmal ka kurta pehntay au oper pani chhirkwatay thay ta kay apni bahadri aur mardangi sabat karain.Ek analyst nay is ka tajzia youn kia tha k jab muashray zawal pazeer hojatay hein to un k nojawanon ko agay barhnay ka rasta nazar naheen aata laykin un ka josho walwala unhain aagay dhakaylta hei to wo masbat kamon ki bajay manfi kamon say apnay aap ko manwanay ki koshish kartay hein.Yahee haal ab hamaray nojwanon ka hei.Un kay samnay bhe koi masbat rahe amal naheen.Jo bhe jeetay koi masla hal naheen ho ga keun k kisi k paas bhe koi naya muashi program naheen .Sab k manshoor ek jaisay hein.Pehli baat to yeh nazar aati k makhloot hakoomat banay ge keun k jo aaj ek dosray ko galian day rahay hein unko un k aaqa saath bithain gay.aur agar kisi ko aksriat mil bhe to kia ho ga.Kia ham nay bharee mandate ka hasher naheen dekha aur ppp walay kis tarah haath baandhay adalton mein kharay rahay.Agar sar mein dard to dua ke ja sakti hei laykin machine kharab ho to mechanic bulana parhta hei.

DIL SAY NIKALTI HAY JO DUA ASAR RAKHTI HY
PAR NAHE, TAQAT E PARWAAZ MAGER RAKHTI HY

so sometime mechanic nahe bhe available hota.. aisi sorat mai dua ki jati hay k koi vaseela ban jay..
to sab log idher kisi achy waseely k liy he koshan hain..

:)

Salam, Shahid bhai Khuda b unki madad krta hai na jo apni madad ap krty hain. Yehi baat Iqbal ne kahi thi k jis qoum ko khud na khayal ho apni halat badalny ka us qoum ki halat ko koi nai badal sakta. Let's hope for the best and watch. K is qoum ne Pichlay 5 saal k tajrubay se kia seekha aur kahan tk seekha.
babarwah786
Posts346
Member Since31 Jan 2012
Last Visit31 Mar 2017
Likes Given26
Likes Received104/73
Locked
Return to 'Urdu' Forum     Return to the forums index
All times displayed are PST - Server Time: Apr 23, 2024 02:05:04 PST