Please wait...
HomeForumInternationalUrduPakistan Elections 2013
Topic Rating:

Jump to
ySense Customer Care CornerySense Knowledge CenterMembers LoungeYour StatsSuccess StoriesPayment ProofsMember IntroductionGeneral TalkForo en EspañolCharla GeneralSoporte General y PagosInternationalPortugueseItalianFrenchGermanHindiUrduFilipinoIndonesianArabicRomanianTurkishRussianBulgarianHungarianPolishEx-Yugoslavia
Pakistan Elections 2013

Locked

#21 by sattijii » Sat May 11, 2013 10:40

Naheen Bhai Hum Allowed Naheen Vote Dalney Key Liye Thats False Report Hoti Tu Main Lazim Dalta.
sattijii
Posts39
Member Since16 Jul 2012
Last Visit21 Oct 2014
Likes Given1
Likes Received3/3

#22 by shahid_ali » Sun May 12, 2013 01:36

babarwah786 wrote:
shahid_ali wrote:
rabbnawazkhan wrote: Lucnow k bankay sardion mein malmal ka kurta pehntay au oper pani chhirkwatay thay ta kay apni bahadri aur mardangi sabat karain.Ek analyst nay is ka tajzia youn kia tha k jab muashray zawal pazeer hojatay hein to un k nojawanon ko agay barhnay ka rasta nazar naheen aata laykin un ka josho walwala unhain aagay dhakaylta hei to wo masbat kamon ki bajay manfi kamon say apnay aap ko manwanay ki koshish kartay hein.Yahee haal ab hamaray nojwanon ka hei.Un kay samnay bhe koi masbat rahe amal naheen.Jo bhe jeetay koi masla hal naheen ho ga keun k kisi k paas bhe koi naya muashi program naheen .Sab k manshoor ek jaisay hein.Pehli baat to yeh nazar aati k makhloot hakoomat banay ge keun k jo aaj ek dosray ko galian day rahay hein unko un k aaqa saath bithain gay.aur agar kisi ko aksriat mil bhe to kia ho ga.Kia ham nay bharee mandate ka hasher naheen dekha aur ppp walay kis tarah haath baandhay adalton mein kharay rahay.Agar sar mein dard to dua ke ja sakti hei laykin machine kharab ho to mechanic bulana parhta hei.

DIL SAY NIKALTI HAY JO DUA ASAR RAKHTI HY
PAR NAHE, TAQAT E PARWAAZ MAGER RAKHTI HY

so sometime mechanic nahe bhe available hota.. aisi sorat mai dua ki jati hay k koi vaseela ban jay..
to sab log idher kisi achy waseely k liy he koshan hain..

:)

Salam, Shahid bhai Khuda b unki madad krta hai na jo apni madad ap krty hain. Yehi baat Iqbal ne kahi thi k jis qoum ko khud na khayal ho apni halat badalny ka us qoum ki halat ko koi nai badal sakta. Let's hope for the best and watch. K is qoum ne Pichlay 5 saal k tajrubay se kia seekha aur kahan tk seekha.

wasalam..

sorry dosto jaldi mai kuch ghalat parh gaya or shaid kuch ajeeb bhe bool gaya..
asal mai bht disturb hoa va tha.. mai nay vote dalny jana tha Pakistan mager mairy kharoos boss nay 2 din ki chutti nahe d.. any ways kisi ko kuch bura laga to mazrat he hy.. or idher jangle mai baith k kar bhe kia sakta hon..
:(
shahid_ali
Posts297
Member Since8 Aug 2012
Last Visit27 Jan 2015
Likes Given59
Likes Received125/88

#23 by rabbnawazkhan » Sun May 12, 2013 19:12

Shahid Bhai ! always great.
rabbnawazkhan
Posts482
Member Since12 Aug 2011
Last Visit11 May 2020
Likes Given112
Likes Received188/122
Locked
Return to 'Urdu' Forum     Return to the forums index
All times displayed are PST - Server Time: Apr 25, 2024 01:47:14 PST