#3 by Kashif1970 » Wed Jul 01, 2015 06:57
Dear Shahbaz,
Bari khushi hui aap ka post parh kar. Good Congratulation. Aap ne kamal kar dia ke one month me 33 Dollars kamaey.
Yeh kaisay hua mujhay working kartey huey 3.5 month huaey hain lekin 6 Dollar banaey hain. Mujhay sari samajh aa gay hai siwaey Offers ke. Yeh sarey kaam khud samaj kar kia lekin Offers ki samajh se main bahir hoon.
Aap ziayada kis pe kaam kartey hain aur mujhay Offers ki details bata dain. Ya phir mujhay email pe answer de dain. My Email Address **************
Thanks.
Kashif1970
Last edited by dollar2euro » Sat Jul 04, 2015 10:16 » edited 1 time in total
Reason: e-mail found